SAD GHAZAL




Kab kon kise ka hota hi sab jhoote rishti nati hin,

Sab dil rakhni ke bati hin,

Sab asle roop chhupati hin,

Ikhlaq si khali log yahan,

Lafzon ki teer chalati hin,

Ek baar nigahon min aakar,

Phir sare umar rulati hin,

Wo jisni diyi hin ashq hamin,

Ab usko bhool he jati hin...
By: Ghulam Ali
ali.buriro207@gmail.com



Chaht ke mahfil min bulaya hi kise ni,

Khud bulakr phir sataya hi kise ni,

Jab tak jale hi shama jalta raha parwana,

Kia es trha sath nibhaya hin kise ni,

Arman meri riza riza hogai hin,

Yoon khil ki aangan si giraya hi kise ni,

Aag lage hi dasht min koi kia bhujaiga,

Dil estrha si aaj jalaya hi kise ni,

Dil rota hi rat bhar yaad kar kise ko,

Es trha ulfat min zakhm khaya hi kise ni,

Sang dil jo tha aaj wo bhi ro para,

Usko bhi tarpaya hi kise ni...
By: Ghulam Ali
ali.buriro207@gmail.com


________________________
Labon ki sarsraht si badn si choor honi tak,

Min tujhko es trha chahoon ki meri sans ruk jai,

Khataon par khatain hon na ho kuch baat kahni ko,

Min tujhmin youn samajaon ki meri sans ruk jai,

Na himat tujh min ho baqi na himat mujh min ho baqi,

Magr aitna qareeb aaoon ki meri sans ruk jai,

Teri honton pi jab rakhoon min apni hont kuch aisi,

Ya teri pyas bhuj jai ya meri sans ruk jai..
By: Ghulam Ali
03443888256
ali.buriro207@gmail.com

AAS

Ek aas lagana chahti hin,
Teri dar pi ana chahti hin,

Kuch nazr-e-karm ho mam pi agar,
Ham sar ko jhukana chahti hin,

Kia dogi hamin sare khushyan,
Ham daman ko philana chahti hin,

Teri kandhi pi sar rakh kar ham,
Gham apna sunana chahti hin,

Tum kia chahogi hamsi kaho,
Ham khud ko mitana chahti hin...

EHSAAS

Pyaar ka metha esas dilani laga hi too,

Ab to mujhko mujhsi churani laga hi too,

Teri chahton ka chhaya hi suroor es qadr,

Har pal har jaga nazar aani laga hi too,

Veeran the yi zindge teri aani si pehli,

Khushyon ki sapni mujhko dikhani laga hi too,

Har pal mujhko hota hi bas tera he ehsas,

Es qadr meri sanson min samani laga hi too,

Ek pal bhi doore sah nahin pata hoon min,

Hoki jauda kyun mujhi azmani laga hi too,

Raah chalti hui aksar hota hi yahe guman,

Ki ban saya sath meri aani laga hi too,

Naam koi bhi loon to nam aai tera labon pi,

Ban ki jadu meri rooh min samani laga hi too,

Teri yaadon si he aksar hota hi dil munawr mera,

Ghul ki sath lahoo ke nas nas min samani laga hi too,

Jani konse dor he teri or khench li jate hi,

Mujhko apna deewana banani laga hi too,

Taswur min aksar hota hi yi mahsoos mujhi,

Chhor ki dunya meri bahon min samani laga hi too,

Yi bata kia naam doon es deewange ka,

Bi chin karki har lamha mujhi tarpani laga hi too,

Teri khyalon si mahkni lagte hi zindge meri,

Meri zihn-o-dil pi es qadr chhani laga hi too,

Yi masumyat yi bholapan yi sadqi teri,

Mujhko har ada si satani laga hi too,

Zabt ke rahon min dhoop thi har tarf,

Apni pyar ke barish si barsani laga hi too,

Kia es baat ka tujhi ehsas hi jaan,

Meri har shir min har ghazl min aani laga hi too...
By: Ghulam Ali
03443888256
ali.buriro207@gmail.com


MASOOM DIL

Meri zindge ke ek tamasha bana diya usni,

Bhari mahfil min tanha bitha diya usni,

Aise kia the nafrat usko es masoom dil si,

Khushyan churakar gham thama diya usni,

Buhat naaz tha uske waf pi kabhi,

Mujhko he meri nazron min giradya usni,

Khud bewafa tha meri wafa ka kia qadr karta,

Anmol tha min khak min mila diya usni,

Kise ko yaad karna to uske fitart min shamil nahin,

Hawa ka jhonka samjh kar mujhko bhuladya usni..

Popular posts from this blog

Keh do Gham-e- Hussain Manany walon ko,

Hum yousaf e zaman thy abi kal ki baat hai

Koi purani yaad mera rasta rok kar mujhse kehti hai,