Posts

Showing posts from November 29, 2011

Mein Khayal Hoon Kisi Aur Ka Mujhe Sochta Koi Aur Hai

Mein Khayal Hoon Kisi Aur Ka Mujhe Sochta Koi Aur Hai Sar-E-Aeenah Mera Aks Hai Pas-E-Aeenah Koi Aur Hai Mein Kisi Keh Dast-E-Talab Mein Hoon To Kisi Keh Harf-E-Dua Mein Hoon Mein Naseeb Hoon Kisi Aur Ka Mejhe Maangta Koi Aur Hai Ajab Aitabar-O-Bey Aitabaree Keh Darmayan Hai Zindagi Mein Qareeb Hoon Kisi Aur Keh Mujhe Jaanta Koi Aur Hai Mujhe Doston Ka Pata Nahin Mujhey Dushmanon Ki Khabar Nahin Meri Daastan Koi Aur Thi Mera Waaqaya Koi Aur Hai Jo Milen Kabhi Unhen Poochna Dekhna Unhen Ghaur Sey Jinhen Raastey Mein KhabarHui Keh Yeh Raasta Koi Aur Hai Jo Meri Reyazat-E-Neem Shab Ko Saleem Subh Na Mil Saki To Is Key Ma'ane To Yeh Huwa Keh Yahan Khuda Koi Aur Hai

Kab tak raho ge aakhir… Yun door door hum se…

Kab tak raho ge aakhir… Yun door door hum se… Milna pare ga aakhir… Ik din zaroor hum se… Daman bachaanay walay… Ye berukhi hai kesi… Keh do agar huwa hai… Koi qasoor hum se… Hum chor dein ge tum se… Yun baat cheet karna…Tum puchtay phiro ge… Apna qasoor hum se… Hum cheen len ge tum se… Ye Shaan-e-Beniazi… Aur tum mangte phiro ge… Apna gharoor hum se...

Kehnay Ko Muhabbat hai lakin Ab esi muhabbat kia kerni…

Kehnay Ko Muhabbat hai lakin Ab esi muhabbat kia kerni… Jo neend chura le ankhon se Jo khawab dikha k pholon k Tabeer main kantay de jai Jo gham ke kali raaton se Her aas ka jugnu le jai Jo khawab sajati ankhon ko Aansu he aansu de jai Jo mushkil ker de jeenay ko Jo marnay ko asaan keray Woh dil jo Pyar ka mandir ho Wo yadoon ko mehman kare Ab Aisi Muhabbat kaya karni… Jo umer ki naqdi le jaey Aur phir bhi jholi khali ho Woh soorat DIL ka rog Bana Jo soorat dekhi bhaali ho Jo Qais bana de Insan ko Jo Ranjha Aur Farhad karay Ab Aisi Muhabbat kya karni..? Jo khushiyon ko Barbad kare Dekho to Muhabbat k Baray Har shakhs yahi kuch kehtahai Socho to Muhabbat k Ander Ik Dard humesha rehta hai Phir Bhi Jo cheez MUHABBAT hai Kab In baaton se Darti hai Kab in k baandhay rukti hai Jis DIL main iss ko Basna ho Yeh Chupkay say Bas jati hai AB AISI MUHABBAT KIA KARNI…???