Ab wafa se mukar gaya hai Dil,
GHAZAL Ab wafa se mukar gaya hai Dil, Ab mohabat se dar gaya hai Dil, Ab saharon ki baat mat karna, Ab dilason se bhar gaya hai Dil, Jab bulate thay zinda dil thay hum, Ab na aao k mar gaya hai Dil Ab wo pagal pan na wehshat hai, Chot kha kha kar sudhar gaya Hai dil..