Posts

Showing posts from March 20, 2011
Image
Hum "MOHABBAT" ka khel is shart pe khelenge ''MAHA" Agar "TUM" Hare to "TUM" "HAMARE" agar "HUM" Hare to "HUM" Tumhare! Ùdaäs
Image
Khushk honto ko aansu pila diya Mohabat ka krz tha jo usne chuka diya Mene kaha tha dil me mohabat ki roshni kr do Usne isi bahane mera dil jala diya~ Údaas
*~*Mein to fanna ho gaya uski aankhon ko dekh kar,, Faraz *~*Na jane wo shaks aaina kese dekhta ho ga... *~*ÜdÃÂ$*~*
"Saahil pe pare ek bhi gohar mein nahi tha" "Jo chahiye tha mujh ko, samundar mein nahi tha" "Woh shakhs tou aaya tha sakhi jaan ke mujh ko" "Par dene ko kuch bhi tou mere ghar mein nahi tha" "Tanhai mein pahuncha hay mujhe jis qadar aaram" "Duniya ke kisi phoolon ke bistar mein nahi tha"... Ghù£åm Ä£ì 0344==>3888256 ali.buriro207@gmail.com Hum par nafraton k teer barsate kyun ho.. Saath raqibon k mil satate kyun ho.. Do qadam saath chal k tanha chor dene walo.. Phir saath jeene marne ki qasmein khate kyun ho.. Jin ko sirf tumhare husn se gharz hoti hay.. Un k naz nakhre phir tum uthate kyun ho.. Mohabbat ki aar mein badnam karte hain jo tumhein.. Un ki dobti naao ko kinare lagate kyun ho.. Khud dobna hay tou auron ko bhi le dobo.. Tan tanha apni zindagi kadiya bujhate kyun ho.. Wahshion k des mein wafa kab milti hay.. Apni qismat ko har bar aazmate kyun ho.. Jin ko izzat ki zindagi raas nahi yaaro.. Un ki khatir tum apni h

Ajab soorat-e-haal hoti jaa rahi hai

Ajab soorat-e-haal hoti jaa rahi hai. Raat k baad raat hoti jaa rahi hai. Wo tou ab bhi mukamal hai. Pathar ki tarha Reza reza tou meri zaat hoti jaa rahi hai.. Main tou aaj bhi tanha hoon kal ki tarha.. Saari kainaat tou us k saath hoti jaa rahi hai...

"Yun rah-e-wafa ki saleeb par, Tere 2 qadam uthane ka shukria"

"Yun rah-e-wafa ki saleeb par, Tere 2 qadam uthane ka shukria" "Bara pur khatar tha ye rasta, Tere laut jane ka shukria" "Jo udaas hain tere hijr mein, Jinhein bojh lagti hay zindagi" "Sar-e-bazm yun unko dekh kar, Tere muskurane ka shukria" "Teri yaad kis kis bhais mein, Mery sher-o-nagme mein dhal gai" "Ye kamal tha teri yaad ka, Mujhy yaad aaney ka shukria" "Jo asool tha zamane bhar ka,Wo asool tu ne nibha diya" "Yahi rasm thehri hay motabr, Mujhy bhool jane ka shukria"...

Zameen pe chal na saka aasman se bhi gaya

"Zameen pe chal na saka aasman se bhi gaya" "Katwa ke par, wo parinda urraan se bhi gaya" "Tabah kar gai pakkay makaan ki khuwahish" "Main apne gaon k kachay makaan se bhi gaya" "Parai aag mein jal k bhi kya mila mujhko" "Usay bacha na saka, Apni jaan se bhi gaya" "Bhulana chaha to uski bhi inteha kar di" "Wo shakhs ab mere wehm-- gumaan se bhi gaya" "Kisi k hath ka nikla hua wo teer hoon main" "Hadaf ko to choo na saka par kamaan se bhi gaya"....