Posts

Showing posts from January 5, 2011

Jab Roshan Thi Qismat Apni

..Jab Roshan Thi Qismat Apni, Hans Hans K Duniya Milti Thi.. "MOHSIN" ..Ab Basti Dil Ki Ujrri Hai To apny Bhi Kinaara Kertay Hain..

Dil_E_Nadan Ajab Justju Mein Hai

Dil_E_Nadan Ajab Justju Mein Hai, Tum Se Phir Shauq_E_Guftgu Mein Hai, Juda Khud Se Karon To Kaisay Karon, Teri Chahat To Meri Gardish_e_Lahu Mein hai."

DOSTI

Wo Mohabbat Kuch Adhori Si Lagi, Pass Ho Kar B Doori Si Lagi. Honton Par Hansi Ankhon Mai Nami, Pheli Bar Kisi Ki Dosti itni Zaruri Si Lagi.

Bus yehi adat us ki mujy achi lagti hy

Bus yehi adat us ki mujy achi lagti hy '''''''FaRaZ'''''''' Udaas kr k mujy wo khud bhi khush nahi rehte. Tiko na je...

Kabi Hum Unse Kabi Wo Hum Se Rooth Jate Hain

Kabi Hum Unse Kabi Wo Hum Se Rooth Jate Hain Hawa Kuch Chalti Hai Aisi Kinare Choot Jate Hain Samandar Ki Gehrayi Se Bhi Hote Hain Jo Gehre Pal Bhar Main Wo rishtay Kyun Toot Jate Hain Jinn Pe Hota Hai Bharosa Apne Apse Barh Kar Wo Log Dil Ki Dunya say Kyun Loat Jate Hain Teer Chalta Hai Jab Nafrat Ka Unn Ki Aakhon Se Dil Kanch K Hote Hain Aksar Toot Jate Hain Bara Naaz Tha Mujhe Unn Ki Wafaon Par Zara Zara Si Baat Par Jo Aksar Rooth jaty hain.

Yaad teri jab b aai wafa roti rahi!

Yaad teri jab b aai wafa roti rahi! Aankh se barsa wo baadal k intiha hoti rhi! Kal najany kya sitam toota teri yad aaney k baad! Raat bhar galiyon mein kyun pagal hawa roti rahi! Tere milney ki dua k liye jab b haath uthaey main ne Mohsin! Meri is masoom khwahish pe najaney kyun dua roti rhi.