..."Youn rah-e-wafa ki saleeb par do qadam uthanyka

..."Youn rah-e-wafa ki saleeb par do qadam uthanyka shukriya^Barra purkhatar tha ye rasta,tere lout janay ka shukriya~~~

..."Teri yaad kiss kiss bhais mein mere shair-o-nagma mein dhal gyi^Ye kamaal hai teri yaad ka,mujhe yaad anay ka shukriya~~~

..."Jo udas hain teri yaad mein,jinhain bhoj lagti hai zindgi^Sar-e-bazm youn inhain dekh kar tere mounhchupanay ka shukriya~~~

..."Jo zamanay bhar ka asooltha,wo asool tou ne nibha diya^Yahi rasam thehray gi mohtabar MUJHE BHOL JANAYKA SHUKRIYA...:::...

Ghulam Ali 03458800783

Comments

Popular posts from this blog

Hum yousaf e zaman thy abi kal ki baat hai

Koi purani yaad mera rasta rok kar mujhse kehti hai,