wo shaks raat phir meri hansti pe chaa gaya

wo shaks raat phir meri hansti pe chaa gaya

itna kareeb aya k dil main sama gaya

wo aik pal jo degaya asoodgi ki lehar

jazbon ki taza dhoop main pagal bana gaya

phele mre wajud main utra wo bond bond

barsa to pir ghata ki trhan mjh pe chahgaya

wo jab mila to piyas se lab khushk the bohat

lauta to hasraton ko wo pani pila gaya

paband kar gayamjhe lamhon ki qaid main

ankhon pe apni yaad k pehra bitha gya

Ghulam Ali 03458800783

Comments

Popular posts from this blog

Hum yousaf e zaman thy abi kal ki baat hai

Koi purani yaad mera rasta rok kar mujhse kehti hai,