bujhay bujhay se ajeeb din hain, na khw?b hai na khay?l koi

bujhay bujhay se ajeeb din hain, na khw?b hai na khay?l koi

na manzaroN mein koi kashish hai, na mausamoN mein jam?l koi

hum ek doojay ko apni apni adhoori aankhoN se dekhtayhain

hamari barsoN ki chahatoN par utar raha hai zawaal koi

jo hansna chaheN to ashk nikleN, jo rona chaheN to hanstay jayeN

hamaray jazbaat girvi rakh kar bana raha hai misaal koi

Ghulam Ali 03458800783

Comments

Popular posts from this blog

Hum yousaf e zaman thy abi kal ki baat hai

Koi purani yaad mera rasta rok kar mujhse kehti hai,