aaye kuch abr, kuch shar?baaye

aaye kuch abr, kuch shar?baaye

us ke baad aaye, jo azaab aaye

baam-e-meena se m?htaab utray

dast-e-saaqi mein ?ftaab aaye

har rag-e-khooN mein phir chir?ghaN ho

saamne phir vo be-naqaab aaye

kar raha tha Gham-e-jahaaN ka hisaab

aaj tum yaad be-hisaab aaye

na gayi tere Gham ki sardaari

dil mein yuN roz inqilaab aaye

is tarah apni khamoshi goonji

goya har simt se jaw?b aaye

jal uthay bazm-e-ghair k d?m?N

jab bhi hum kh?numaaN-kharaab aaye

Faiz ki raah! sar-ba-sar manzi

Ghulam Ali 03458800783

Comments

Popular posts from this blog

Hum yousaf e zaman thy abi kal ki baat hai

Koi purani yaad mera rasta rok kar mujhse kehti hai,