Tu fikar mand q hai mera dil torr kar

Ghazal
Tu fikar mand q hai mera dil torr kar

Main khud hi ja raha ho tera shehr chor kr

Ab humein tum rokna chaho bhi to kia hasil

Hum na daikhein rukh apna mor kr

Tari muhabat mein khoob lotya hy apna ap

Ab ja raha hon sharer k siwa sub kuch chor kr

Na dena kisi aur ko dhoka muhabat mein

Kia kro gy tum itny dilon ko tor kr
kashi
Main khud he ja raha hon tera shehr chor kr.

Comments

  1. Tune Samjha Nahi Uske Khamoshi Ka Matlab,
    Tune Dekha Nahi Uske Ankhon Me Aansuon Ka Samundar,
    Usne To Chaha Tumhe Khud Se Bhi Zyada,
    Aur Tumne Use Chhor Diya Bewaja Samajh Kar.

    ReplyDelete
  2. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  3. Na tujhe chhod sakte hai, tere ho bhi nahi sakte
    Yeh kaisi bebasi hai aaj hum ro bhi nahi sakte
    silentloverpoetry.blogspot.com

    ReplyDelete

Post a Comment

Popular posts from this blog

Hum yousaf e zaman thy abi kal ki baat hai

Koi purani yaad mera rasta rok kar mujhse kehti hai,