Posts

Showing posts from December 5, 2010

BACHPAN KA ZAMANA

Bachpan ka zamana hota tha, Khushyon ka khazana hota tha, Chahat chaand ko pani ke, Dil title ka dewana hota tha, Roni ke waja na hote thi, Hansni ka bahana hota tha, Khabs na thi kuch subha ke, Na shaam ka thikana hota tha, Dade ke kahane hote the, Paryon ka fasana hota tha, Piron ke shakhin hote thin, Mitti ka khilona hota tha, Gham ke zuban na hote the, Na zakhmon ka pimana hota tha, Barish min kaghaz ke kashte, Har mosam suhana hota tha, Wo khil wo sathi hoti thi, Har rishta nibhana hota tha..

MUJRIM BHI THA MUHSIN BHI THA

Mujrim bhi tha muhsin bhi mera lagta tha, Dast-e-qatil bhi mujhi dast-e-hina lagta tha, Ari dikhni wali to usi dikhti rah jati hin, Han wo shakhs muhabbat ka KHUDA lagta tha, Kanton bhari shakh nazar ata tha, Kabhi phool lagta tha kabhi baad-e-saba lagta tha, Ab logon si poochta phirta hi meri ghar ka pata, Min jisi sari zamani si bura lagta tha, Uske baatin thin riwayat si hat kar MUHSIN Sab min rahita tha magr sab si juda lagta tha.

YAQEEN

Mujhi kamil yaqeen hi tum meri ban jaogi ek din, Tumhari dil min utroonga muhabbat ke sada bana kar, Meri josh-e-junoon sare khalqt mujhko takte hi, Zara tum bhi nazar dalo na bitho yoon KHUDA ban kar, Tumhin yi raz btladoon ki aksar chand raton min, Teri aangan min aata hoon sitaron ke ziya ban kar, Jigar ka khoon laya hoon teri sinar ke khatir, Hatheli par rach lina yi mihkiga hina ban kar.

SUNO AISA NAHIN KARTI

Safar tanha nahin karti suno aisa nahin karti, Chalo tum raaz ho apna tumhin afsha nahin karti, Suno jiska muqadr ho usi chhora nahin karti, Jisi shafaf rakhna ho usi mila nahin karti, Jo bas jata dharkan min usi bhoola nahin karti, Kise ko dil diti wakt buht socha nahin karti, Jo pehli si tanha ho usi tanha nahin karti, Suno tum yaad aati ho or ham soya nahin karti.

CHAAND SA CHAHIRA

Image
Meri khuwabon min aata hi tumhara chand sa chahira, Meri neendin churata hi tumhara chand sa chahira, Kahin jab bhi zikr hota hi kise hoor-e-shumail ka, Mujhi phir yaad ata hi chaand sa chahira, Falk ki en sitaron ko min sare rat ginta hoon, Mujhi shab bhar jagata hi tumhara chaand sa chahira, Min jab bhi dard ke tughyanyon min doob jata hoon, Mujhi wapis bulata hi tumhara chand sa chahira, Andheri raton min aksar tumhin min yaad karta hoon, Kahan gum ho sa jata hi tumhara chaand sa chahira, Ho jo charon tarf pheli teri he roshne hi yi, Falk pr jagmgata hi tumhar chaan sa chahira..

FARAZ AHMED

Image
Kabhi mom ban ki pighal gaya, Kabhi girti girti sanbhal gaya, Wo ban ki lamha guriz ka, Meri pas si nikal gaya, Usi rokti bhi to kis trha, Ki shakhs kitna ajeeb tha, Kabhi tarap utha meri aah si, Kabhi ashak si na pighal saka, Sar-e-rah mila wo agar kabhi, To nazar churaki guzar gaya, Wo utar gaya meri aankh si, Meri dil si kyun na utar saka, Wo chala gaya jahan chhor ki, Min wahan si phir na palt saka, Wo sanbhal gaya tha Faraz, Magr min bikhar ki na simat saka...

Mujhsi milni ki wo karta tha bahani kitni, Ab guzariga meri sath wo zamani kitni, Min gira tha to buht log ruki thi likin, Sochta hoon mujhi aai thi uthani kitni, Jis trha min tujhi apna bana rakha hi, Sochti hongi yahe log na jani kitni, Tum naya zakhm lagao to esi si kia hi, Bharani wali hin abhi zakhm purani kitni...

FIZ AHMED FIZ

Image
Nahin waqif abhi to dil hamara dikhni wali, Kia hamni tera gham gawara dikhni wali, Tujhi dar tha ki too toofan-e-gham min doob jaiga, Mujhi mjon ke hasrat thi kinara dikhni wali, Mujhi hirat hi meri dukh ko wo ab tak nahin samjhi, Meri ankhon min ashkon ka nazara dikhni wali, Tumhar jalw-e-gah-e-naaz min bhi misl moosa ke, Pishiman hongi aakhir nazara dikhni wali, Lahoo tapka nazar si ashak gham ban kar jo HYDER Buhat roi hin tujhko bi sahara dikhni wali...

WO BHOOL JATI HI

Image
Wo aksar bhool jate hi, Kabhi khuwabon ki jangl min, Kabhi yaadon ke daldl min, Kise din tiz baarish min, Kabhi darya ki dhari par, Kabhi sahira kinari par, Wo mera naam likhte hi, Kabhi likh kar mitate hi, Kabhi likhni si pehli he, Mita kar hansni lagte hi, Kise din sham si pehli, Mitana bhool jati hi, To sare raat rote hi...

QUDRAT

Image
Qudrat ki qarishmon min agar rat na hoti, Khuwabon min bhi unsi mulaqat na hoti, Yi dil har ek gham ke waja hi, Yi dil he nah hota to koi baat na hote.