Posts

Showing posts from November 25, 2010

TO PHIR...?

Yi dard mit gaya to phir,,? Yi dard sil gaya to phir,,? Bichhar kar sochta hoon min, Wo phir si mil gaya to phir,,? Min titlyon ki shahr min rahoon to mujhko fikar hi, Wo phool jo khila nahin wo phool khil gaya to phir,,? Tujhi bhi kuch nahin mila mujhi bhi kuch nahi mila, Tamam umar ki liyi yi dard mil gaya to phir,,? Min es liyi aaj tak sawal bhi na kr saka, Agar meri sawal ka jawab mil gaya to phir...??

BHOOL GAYA

Apne yadin apne batin li kar jana bhool gaya, Jani wala jaldi min tha milkar jana bhool gaya, Mur mur kar dikha usni jati rasti min, jisi usi kahina tha kuch jo wo kahina bhool gaya, Waqat-e-rukhsat meri ankhin ponchh raha tha anchal si, Usko gham tha aitna zyada khud wo rona bhool gaya...

Qatra qatra bars rahe hi ankhon ke barsat wase,

Qatra qatra bars rahe hi ankhon ke barsat wase, Teri baad yi dunya wali mujhko pagal kardingi, Khushboo ki us dis min li chal mujhko apni sath wase, Aaj to uska chahira bhi kuch badla badla lagta hi, Mosam badla dunya badle badl gai halat wase, Merh ghar khusboo ka yi raqs uski dam si hi, Uski sath chale jainge phoolon ke baraat wase, Chor wase ab uske yadin tujhko pagal kardinge, To qatra hi wo darya hi dikh apne oqat wase...

BHAROSA

Bharosa toot jani si zara pehli bata dina, Mujhi tum aazmani si zara pehli bata dina, Ki mujhko tum bhulani si zara pehli bata dina, Zamen ki rit pi tum ni muhabbat si likhi thi jo, Wo tahrerin mitani si zara pehli bata din, Meri dilber ki es dil pr min rakh loo zabt ka pathar, Suno daman chhurani si zara pehli bata dina, Kise bhi mor pi "muhsin" bura pao agar mujhko zara pehli bata dina...

DIL KE PYAAS

Pyaas darya ke nigahon si chhupa rakhe hi, Ek badal si bare aas laga rakhe hi, Teri ankhon ke kashish kisi tujhi samjhaoon, En charaghon ni meri nend ura rakhe hi, Teri baton ko chhupana nahin aata mujhko, Tooni khushboo meri lihji min basa rakhe hi...

EK BEWAFA

Wo pyar ka saboot dikhaya karta tha, Ansoo baha kar hamin manaya karta tha, Yi zindge sirf tum si wabsta hi, Aksar yi baat hamko bataya karta tha, Us ke baton min kuchh aisa asar tha, Min barish k bina he bheg jaya karta thb, Soni ke fursat kisi the, Wo hamin sare raat jagaya karta tha, Bichine jab had si barh jate thi, Wo jee bhar ki gali lagay karta tha, Wo aitne muhabbat karni wala badal gaya, Jo har baat pi meri qasm khaya krta tha...